Jabse aayi ho na tum,tabse main thoda alag sa rehta hoon.Aayi ho jo tum yaha,chaav banke, mujhe dhoop se bachane.Chali mat jaana dhul banke.Chali mat jaana dhua banke.Iss maamuli si zindagi main,aayi ho jo tum ik nasha banke,Ye nasha mitti jaisa hai,Nasha hai pyaar.Kitna bhi jhaadlu dil ko,ye waapis aajata hai yaar..Mat jao itni jaldi,Andhera … Continue reading Mitti
Khudgarz
Tumhari bikhre laton main,dhundhta hoon main vo ehsaas.Ehsaas jo mujhe horaha hai,tumhe bhi toh horaha hoga na?Tum saath ho ya na ho,pyaar toh karti ho na?Mujhe bas yeh janna hai,tum saath toh rahogi na?meri inn gustakhiyo ko maaf karodil mera khudgarz bana baitha hai..Uss sadak par aaj bhi chalta hoon,tumhara haath mere haatho main.hamari nazar … Continue reading Khudgarz